Tu mausamonki tarah nai ha
Aur na he saalon ki tarah
Jo guzar jaate hain
Tu baarish ki tarah nahi hai
Aur na he lohon ki tarah
Jo aate jaaterehte hain
Tu hawa ki tarah hai
Har su
Dikhti nahi hai
Par hai
Mehsoos hoti hai
Khuda hai kaya
Tu zabanon ki tarah nahi hai
Aur na he gawahon ki tarah
Jo mukar jaate hain
Tu chaand suraj kitarahnahi hai
Aur na hi sitaron ki tarah
Jo dikhte chupte rehte hain
Tu roh ki tarai hai
Gehri
Dikhti nahi hai
Par hai
Mehsoos hoti hai
Khuda hai kya
Tu neendon ki tarah nahi hai
Aur na hi khwaabon ki tarah
Jo ujad jaate hain
Tu mas halon ki tarah nahi hai
Aur na he khanabadoshon ki tarah
Jo rukte calte rehte hain
Tu mahak ki tarah hai
Mushk
Dikthi nahi hai
Par hai
Mehsoos hoti hai
Khuda hai kya