Chahe kuch naa kehna
Bhale chup tu rehna
Muje hai pataa tere pyaar kaa
Khamosh cheharaa ankhon pe paharaa
Khud hai gavaah tere pyaar kaa
Teri jhuki najar teri har adaa
Muje kah rahi hai ye daastaan
Koyi shaks hai jo ke in dinon
Tere jehano dil pe hai chha gaya
Teri jhuki najar teri har adaa
Muje kah rahi hai ye daastaan
Jab teri ungliyaan mujko chhu jaati hain
To kayi khwaab dil mein jagaa jaati hai
Itani berang bhee to nahin zindagi
Har mulaakaat mujse ye kah jaati hai
Teri hee bahon mein panaahon mein
Rahana muje har-dam sada
Teri hee yaadon mein nigahon mein
Rahana muje har-dam sada
Teri hee bahon mein panaahon mein
Rahana muje har-dam sada
Har-dam sada
Teri julf jab bhi bikhar jati hai
E haseen too haseen aur ho jaati hai
Jo kitabon mein padhte rahe aaj tak
Wo pari humko tujhme nazar aati hai
Maine hawaaon ko phizaon ko karte suna charchaa tera
Maine ghataon ko khalaon ko karte suna charchaa tera
Maine hawaaon ko phizaon ko karte suna charchaa tera