menu-iconlogo
huatong
huatong
avatar

Maa (Short Ver.)

Shankar Mahadevanhuatong
peejay215huatong
Тексты
Записи
Main kabhi batlaata nahi,

Par andhere se darta hoon main maa

Yuun to main dikhlaata nahi,

Teri parwaaha karta hoon main maa

Tujhe sab hai pata, hai na maa

Tujhe sab hai pata...

Meri maa

Bheed mein yuun na chhodo mujhe,

Ghar laut ke bhi aana paau maa

Bhejna itna door mujhko tu,

Yaad bhi tujhko aana paau maa

Kya itna bura hoon main maa

Kya itna bura...

Meri maa

Еще от Shankar Mahadevan

Смотреть всеlogo

Тебе Может Понравиться

Maa (Short Ver.) от Shankar Mahadevan - Тексты & Каверы