Tu kahe toh bhoolu ab yeh jahaan main
Kya karein tu hi toh meri wajah hai
Keh bhi na pau, kaise batau tujhe
Jaanu na kyun khafa hai, dil bhi bata de mujhe
Tu nahi toh main bhi na raha
Jo tu nahi toh khud se hoon judaa
Na jaanu ab tu bhi hai kahaan?
Yeh dooriyan, yeh dooriyan na rahe
Na na na
Na na na
Na na na
Yeh dooriyan, yeh dooriyan na rahe
Dekhu main woh har pal tu jahan pe
Chahu na main bin tere saza yeh
Kaise ab dil tujhko bhulaade
Tu hi dil se mila yeh kya ho gaya hai
Keh bhi na pau, kaise batau tujhe
Jaanu na kyun khafa hai dil bhi bata de mujhe
Tu nahi toh main bhi na raha
Jo tu nahi toh khud se hoon juda
Na jaanu ab tu bhi hai kahaan?
Yeh dooriyan, yeh dooriyan na rahe
Na na na
Na na na
Na na na
Yeh dooriyan, yeh dooriyan na rahe
Na na na
Na na na