Jo main tujhse mila
Thoda sabse se juda
Thoda khud se hua hoon
Jo main keh na saka
Nazron mein hai likha
Zara padhke bata tu
Main hoon teri aankhon mein
Teri meri raahon mein
Ek pal bhi na ho faasla
Ab dekhu naa
Aaye jo ab koi subha
Tere bina
Aur chaahu na
Ho sach koi khwab mera
Tere bina haa
Tere bina main adhoora sa hi tha
Yun hi chalta raha
Aa ke tujhpe ruka hoon
Dekha saara ye jahaan
Tu hi apna laga
Main to abse tera hoon
Main hoon teri aankhon mein
Teri meri raahon mein
Ek pal bhi na ho faasla
Ab dekhu naa
Aaye jo ab koi subha
Tere bina
Aur chaahu na
Ho sach koi khwab mera
Tere bina haah
Ab dekhu naa
Aaye jo ab koi subha
Tere bina
Aur chaahu na
Ho sach koi khwab mera
Tere bina haah
Na na na...