Janejaan
dhundhata phir raha
Hun tumhe rat din
Main yaha se vaha
Janejaan dhundhata phir raha
Hun tumhe rat din
Main yaha se vaha
Mujhko aawaj do
chhup Gaye ho sanam
tum kaha
Mai yaha
tum kaha
mai yaha
Janejan
dhundhti phir rahi
Hun tumhe rat din
Main yaha se vaha
O mere humsafar
pyar ki rah par
Sath chale
ham magar
kya khabar
O mere humsafar
pyar ki rah par
Sath chale
ham magar
kya khabar
Raste me kahi
reh gaye humnashi
Tum kahan
mai yaha
Tum kahan
mai yaha
Janejan dhundhti phir rahi
Hun tumhe rat din
Main yaha se vaha
Mujhko aawaj do
chhup Gaye ho sanam
tum kaha
Mai yaha
tum kaha
mai yaha
Dil machalne laga
yuhi dhalne laga
Rang bhara
pyar kaa
yeh sama
Dil machalne laga
yuhi dhalne laga
Rang bhara
pyar kaa
yeh sama
Aaj aise me bas
chhodkar chal diye
Tum kaha
mai yaha
Tum kaha
mai yaha
Janejan
dhundhata phir raha
Hun tumhe rat din
Main yaha se vaha
Mujhko aawaj do
chhup Gaye ho sanam
tum kaha
Mai yaha
tum kaha
mai yaha