menu-iconlogo
logo

Lafzon Mein Keh Na Saku

logo
Şarkı Sözleri
Lafzon mein keh naa sakoon

Bin keh bhi reh naa sakoon

Lafzon mein keh naa sakoon

Bin keh bhi reh naa sakoon

Nasha hi nasha raat din hai

Na pooncho yeh kaisa pyar hai

Lafzon mein keh naa sakoon

Bin keh bhi reh naa sakoon

Halki si barsaat mein

Pehli mulakat mein

Pehli baar mein

Dil ko mere le gayi

Chaahat ke iqraar mein

Anjaana ghum de gayi

Aayee jab saamne

Jaane kya woh kar gayi

Paagal mujhko kar gayi

Jaaneman Jaanejaan

Na jaane kya baat hai

Lage ke din mein raat hai

Na jaane kya baat hai

Lage ke din mein raat hai

Nayee hai subah to nayee shaam

Ajab haal mera yaar hai

Lafzon mein keh naa sakoon

Bin keh bhi reh naa sakoon

Mera dil,meri jaan

Main yahaan,tu hai kahaan

Main dekhu mudke jidhar

Aaye mujhe tu nazar

Kehti hai chaahate

Deewana main ho gaya

Teri chaahat mein sanam

Naa jaane kab kho gaya

Yeh kaisa hai asar

Mujhko naa itni khabar

Kab jaaga kab so gaya

Jaaneman Jaanejaan

Lafzon mein keh naa sakoon,

Bin keh bhi reh naa sakoon

Lafzon mein keh naa sakoon,

Bin keh bhi reh naa sakoon

Nasha hi nasha raat din hai

Na pooncho yeh kaisa pyar hai

Lafzon mein keh naa sakoon

Bin keh bhi reh naa sakoon

Lafzon mein keh naa sakoon

Bin keh bhi reh naa sakoon

Abhijeet Sawant, Lafzon Mein Keh Na Saku - Sözleri ve Coverları