Aaaaaaa
Aa..aa..aaa
Aaaaaaa....aaaa
(Aaap Suntey hain, Hal e dil mera,
yeh inayat hai , meherbani hai,
Verna main kya meri haqeeqat kya, isqadar bas meri kahani hai, )
Kabhi khwahishon ne loota,
Aaaaaaa....aaaaaaa
Kabhi khuwahishon ne loota,
kabhi bebasi ne maara,
Kabhi khuwahishon ne loota,
kabhi bebasi ne maara,
Gila maut se nahin hai,
Gila maut se nahin hai,
Humain zindagi ne maara.
Kabhi khuwahishon ne loota,
kabhi bebasi ne maara,
(Dil ke jalte huye jungle ko bataur e toofan
Duniya walon ne faqat tez hawaain di hain.
Hum ne khairaat bhi mangi hai to logon ne humain,
Kabhi nafrat kabhi marne ki, duaaain di hain.)
Kahan tak fareb khayein, Yahan kis ko aazmayein
Ho, Yehan kis ko aazmayein,
Kiya aitebar jis pe,
usi aadmi ne maara
Gila maut se nahin hai,
Gila maut se nahin hai
Humain zindagi ne maara. Aaa
Kabhi khuwahishon ne loota, kabhi bebasi ne maara.
Versatile :- Akhlaq Ahmed Sahab
(sehte sehte sitam, zamaney ke, Tay kare yaas ho gaye hain hum,
Phool maro to chot lagti hai, itney hassaas ho gaye hain hum)
Meri daastan na poocho, mere zakham gin ke dekho,
Ho, Mere zakham gin ke dekho.
Wo ghareeb e shaher hoon main, jisey bekasi ne maara,
Gila maut se nahin hai,
Gila maut se, nahin hai, humain zindagi ne maara.. aaa
Kabhi Khuwahishon ne loota, kabhi bekasi ne maara.
Thanks for using this track by --------Kundan