La la la lalala
La la la lalala
La la la lalala
La la la lalala
Har kisi ko nahin milta
Yahan pyaar zindagi mein
Pyaar zindagi mein
Har kisi ko nahin milta
Yahan pyaar zindagi mein
Khush naseeb hai wo
Jinko hai mili
Ye bahaar zindagi mein
Har kisi ko nahin milta
Yahan pyaar zindagi mein
Pyaar zindagi mein
Julfon ke naram andhere hain
Jismon ke garam ujaale hain
Julfon ke naram andhere hain
Jismon ke garam ujaale hain
Jeete jee hum ko pyaar mila
Hum dono qismat waale hain
Hum dono qismat waale hain
Har kisi ko nahin milta
Yahan pyaar zindagi mein
Har kisi ko nahin milta
Yahan pyaar zindagi mein
Pyaar zindagi mein
Chaahe chaandi chaman mein
Barasti rahe
Milta nahin phool bahaar bina
Chaahe chaandi chaman mein
Barasti rahe
Milta nahin phool bahaar bina
Hai sab ke bina jeena mumkin
Namumkin jeena pyaar bina
Namumkin jeena pyaar bina
Har kisi ko nahin milta
Yahan pyaar zindagi mein
Har kisi ko nahin milta
Yahan pyaar zindagi mein
Pyaar zindagi mein
Khush naseeb hai wo
Jinko hai mili
Ye bahaar zindagi mein
Har kisi ko nahin milta
Yahan pyaar zindagi mein
Pyaar zindagi mein
Pyaar zindagi mein