menu-iconlogo
logo

Maula

logo
بول
Kis se poochhein jayein kahan hum

Kyun huyi hain yeh dooriyan

Dil ne mere socha nahi tha kabhi

Aise rukega mera jahan

Maula mere milaya kyun humein

Jab juda hi humein karna tha

Maula mere hansaya kyun humein

Jab hansa ke yoon hi rulana hi tha

Khwahishein thi jo

Baarishein banke woh

Beh gayi aansuon ke sahare

Ghamzada dil hua yoon besabar hua

Garaj raha hai kaatilon ki tarah

Toot’te taare bas itni dua hai

Mere aane pe tu khushiyan vaar de

Wahi mera rab hai wahi mera sab hai

Usi ko tu mera pyar de

Kehte hain ke dil ki lagi asar

Reh jaana hai umar bhar

Maula mere milaya kyun humein

Jab juda hi humein karna tha

Maula mere hansaya kyun humein

Jab hansa ke yoon hi rulana hi tha

Maula mere