Kis se poochhein
jayein kahan hum
Kyun huyi hain
yeh dooriyan
Dil ne mere socha nahi tha kabhi
Aise rukega..
mera jahan
Maula Mere..
milaya kyun humein
Jab juda hi humein..
karna tha
Maula mere hansaya kyun humein
Jab hansa ke yoon hi..
rulana hi tha
Khwahishein thi jo
Baarishein banke woh
Beh gayi aansuon ke sahare
Ghamzada dil hua..
yoon besabar hua
Garaj raha hai baadlon ki tarah
Toot’te taare se bas itni dua hai
Mere yaar pe tu khushiyan vaar de
Wahi mera rab hai wahi mera sab hai
Usi ko tu mera pyar de
Kehte hain ke dil ki lagi asar
Reh jaana hai umar bhar
Maula mere milaya kyun humein
Jab juda hi humein karna tha
Maula mere hansaya kyun humein
Jab hansa ke yoon hi rulana hi tha
Maula mere milaya kyun humein
Jab juda hi humein karna tha
Maula mere hansaya kyun humein
Jab hansa ke yoon hi rulana hi tha...
Maula Mere..