Created By - Ajay Pathak
Bedard - 1982
Sung By - Bhupinder Singh
Lyrics - Naqsh Lyallpuri
Composer - Kanti-Kiran
Zindagi tu mera saath dena
Pyaar se haath mein hath dena
Karz mujhko chukana hai har saans ka
Zindagi tu mera saath dena
Pyaar se haath mein hath dena
Karz mujhko chukana Hai har saans ka
Zindagi tu mera saath dena
Pyaar ki raah me mod aaya
Jo mera tha main sab chhod aaya
Pyaar ki raah me mod aaya
Jo mera tha main sab chhod aaya
Dil ke jalne se kitna ujala huaa
Zindagi tu mera saath dena
Pyaar se haath mein hath dena
manzilon se raha bekhabar main
ban gaya dard ka ik safar main
manzilon se raha bekhabar main
ban gaya dard ka ik safar mein
ban gaya dard ka ik safar main
ek tinka hawaon mein udta raha
zindagi tu mera saath dena
pyar se haath mein haath dena
Ghunt peeta rahaa mai lahu ke
Paanv haare nahi justaju ke
Ghunt peeta rahaa mai lahu ke
Paanv haare nahi justaju ke
hai yakeen ke milega koi raasta
Zindagi tu mera saath dena
Pyaar se haath mein hath dena
Karz mujhko chukana Hai har saans ka
zindagi tu mera saath dena
pyar se haath mein haath dena
karz mujhko chukana hai har saans ka
Created By - Ajay Pathak