Dunya ke ae musafir Manzil teri qabar hai Manzil teri qabar hai Tay kar raha hai jo tu Do din ka ye safar hai Do din ka ye safar hai Dunya ke ae Musafir Manzil teri qabar hai Manzil teri qabar hai Tay kar raha hai jo tu Do din ka ye safar hai Do din ka ye safar hai Jab se bani hai dunya Laakhon karoro aaye Baaqi raha na koi Matti mein sab samaaye Matti mein sab samaaye Mat bhulna yahan par Sab ka yahi hashr hai Sab ka yahi hashr hai Dunya ke ae Musafir Manzil teri qabar hai Manzil teri qabar hai Tay kar raha hai jo tu Do din ka ye safar hai Do din ka ye safar hai Aankhon se tu ne apni Kitne janaaze dekhe Haathon se tu ne apni Dafnaaye kitne murden Dafnaaye kitne murden Anjaam se tu apne Kyon itna bekhabar hai Kyon itna bekhabar hai Dunya ke ae Musafir Manzil teri qabar hai Manzil teri qabar hai Makhmal pe sone waale Mitti pe so rahe hai Shaaho gada yahan par Sab ek ho rahe hai Sab ek ho rahe hai Dono huye baraabar Ye maut ka asar hai Ye maut ka asar hai Dunya ke ae Musafir Manzil teri qabar hai Manzil teri qabar hai Matti ke putlo, tujhko Matti me hai samaana Ekdin yahan tu aya Ekdin yahan se jana Ekdin yahan se jana Rukna nahi yahan par Zari tera safar hai Zari tera safar hai Dunya ke ae Musafir Manzil teri qabar hai Manzil teri qabar hai Tay kar raha hai jo tu Do din ka ye safar hai Do din ka ye safar hai
Dunya Ke Ae Musafir بذریعہ Junaid Jamshed - بول اور کور