Abbas a.s
Bawafa ya Abbas a.s (2)
Abbas a.s Abbas a.s Abbas a.s (2)
Mehfooz Qafila Hai Abbas
a.s Jo Zinda Hai (2)
(Abhi Door Karbala Hai) 3
(Abbas a.s Jo Zinda Hai) 2
Iss Noori Karwaan Main
Noori Amariyaan Hain
Noori Amariyon Main (Noori
Sawariyaan Hain) 2
Sar Par Alam Khula Hai
Abbas a.s Jo Zinda Hai
(Abhi Door Karbala Hai) 3
(Abbas a.s Jo Zinda Hai) 2
Namehramo'n Ka Majma
Hat Hat Ke Hai Guzarta
Pehrey Main Bawafa a.s Ke
(Tey ho Raha Hai Rasta) 2
Kiya Shan O Dabdaba Hai
Abbas a.s Jo Zinda Hai
(Abhi Door Karbala Hai) 3
(Abbas a.s Jo Zinda Hai) 2
Abbas a.s Jaisa Bhai
Salar e Kaarwaan Hai
Bolay Hussain a.s Mujhko
(Phir Koi Gham Kahan Hai) 2
Har Gham Ki Ye Dawa Hai
Abbas a.s Jo Zinda Hai
(Abhi Door Karbala Hai) 3
(Abbas a.s Jo Zinda Hai) 2
Zainab s.a Haya Ki Malka
Kulsoom s.a Aur Ruqayya s.a
Laila s.a Rabab s.a Farwa s.a
(Kubra s.a Sakina s.a Fizza s.a) 2
Har Bibi s.a Ba Rida Hai
Abbas a.s Jo Zinda Hai
(Abhi Door Karbala Hai) 3