menu-iconlogo
logo

Mazloom Ka Matam

logo
بول
Hussain ya hussain.

Hussain ya hussain

Hussain ya hussain

Hussain ya hussain

Hussain ya hussain

Hussain ya hussain

Kam na hoga....

Hussain ya hussain.

Hussain ya hussain

Kam na hoga....

Hussain ya hussain.

Hussain ya hussain

Ye to mazloom ka matam

hai kam na hoga..

Hussain ya hussain.

Hussain ya hussain

Ye to mazloom ka matam hai kam na hoga

Ye to masoom ka matam hai kam na hoga

Har dil mein hoga, har

ghar mein hoga..

ghar mein hoga

dasht mein hoga, gulzaar mein hoga, hoga

Mazloom ka matam hai kam na hoga..

Ye to masoom ka matam hai kam na hoga..

Hussain ya hussain.

1. Sayyeda zainab ki yeh azaa hai

fatima zehra ki yeh dua hai ..

fatima zehra ki yeh dua hai

zainul ebaa ke dil ki sadaa hai..

zainul ebaa ke dil ki sadaa hai.

ghum ye dil e zawwar mein hoga, hoga

Mazloom ka matam hai kam na hoga..

Ye to masoom ka matam hai kam na hoga..

Har dil mein hoga, har ghar mein hoga..

dasht mein hoga, gulzaar mein hoga, hoga

Mazloom ka matam hai kam na hoga..

Hussain ya hussain..

Hussain ya hussain

2. Laashe pe sheh ke zainab ka waada

dekhegi duniya ab ye nazara ..

dekhegi duniya ab ye nazara .

aye mere bhaiyya matam tumhara..

aye mere bhaiyya matam tumhara.

shaam ke khooni darbaar mein hoga, hoga

Mazloom ka matam hai kam na hoga..

Ye to masoom ka matam hai kam na hoga..

Har dil mein hoga, har ghar mein hoga..

dasht mein hoga, gulzaar mein hoga, hoga

Mazloom ka matam hai kam na hoga..

Hussain ya hussain..

Hussain ya hussain

Hussain ya hussain

3. Haan..

Ghum yeh tumhara maula bhoola na zamana

har ghar saja hai yeh tumhara azakhana..

Hussain ya hussain..

Hussain ya hussain

Hussain ya hussain

Ghum yeh tumhara maula bhoola na zamana

har ghar saja hai yeh tumhara azakhana..

sog tumhara jaari rahega.

sog tumhara jaari rahega

matam ye saare sansaar mein hoga, hoga

Mazloom ka matam hai kam na hoga..

Mazloom Ka Matam بذریعہ Nadeem Sarwar - بول اور کور