(Love beautiful)
(Love beautiful)
Yeh kahan main phass gaya hun
Aaj uljhe sawalon mein
Woh kahan hai jis jagah
Saare sawalon ke jawab hain? (sawalon ke jawab hain)
Bhaagun main, daudun main
Pahunchun kahin nahin
Kaise dikkat hai yeh
Is mushil ka koi hal nahin
Hun main jahan abhi, banti meri nahin
Jaana aisi jagah jahan mere jaise ho sabhi
Hey, kahaniyan nayi main dhundata
Apni zindagi ko badal raha
Main chal pada leke yeh karvaan, han kaarvan
(Love beautiful)
(Love beautiful)
(Love beautiful)
(Love beautiful)
Ab jo main hun aa gaya
Sukoon hi sukoon hai mujh mein (sukoon)
Main hun thoda sarphira
Kuch kar guzarne ki main chahat mein
Ab jo hun manzil par
Sab haasil kar jaun
Jo tha na socha maine
Usse bhi zyada kar paaun
Sochun khud mein main yeh (khud mein), khush tha main kyun nahin (nahin)
Seedhe raaston pe chalna thi meri aadat nahin
Hey, kahaniyan nayi main dhundata
Apni zindagi ko badal raha
Main chal pada leke yeh karvaan, karvaan
(Kahaniyan main dhundata)