Jeenaa chahoon khud se
Mujse na pooche koyi meri zid ka pata
Jeenaa chahoon khud se
Muje na roke naa toke meri ilteja
Muje jeene ka shauk hai
Marne ka hai jajba
Khud hee ko maine paa liya
Hasil kiya har mukaam
Jeenaa chahoon khud se
Mujse na pooche koyi meri zid ka pata
Jeenaa chaahoon
Samajh na aayega tumhein, aisa mazaa hai
Tumhein kya pata, aisa jeenaa bhee kya hai
Saath mein mere jo main hoon, to khuda hai
Badhanaa hai aage, ye meri dua hai
Ye raastaa hai chunaa khud se
Dhundhi hai ye manzilen khud hee
Maai jeenaa chaahoon
Maai jeenaa chaahu
Jeenaa chaahoon
Khud se
Zidd ka pata
Jeenaa chaahoon! khud se
Jeenaa chaahoon! khud se
Maai jeenaa chaahoon