menu-iconlogo
logo

Kaho Na Kaho

logo
Lời Bài Hát
Kaho na kaho

Yeh aankhen bolti hain

O sanam o sanam,

O mere sanam

Mohabbat ke safar mein

Yeh sahaara hai

Wafa ke saahilon ka

Yeh kinaara hain,

Kaho na kaho

Yeh aankhen bolti hain

O sanam o sanam,

O mere sanam

Mohabbat ke safar mein

Yeh sahaara hai

Wafa ke saahilon ka

Yeh kinaara hain

Baadalon se oonchi

Udaan unki

Sab se alag pehechaan unki

Usse hai pyaar ki

Kahaani mansoor

Aati jaati saanson ki

Rawani mansoor

Baadalon se oonchi

Udaan unki

Sab se alag pehechaan unki

Usse hai pyaar ki

Kahaani mansoor

Aati jaati saanson ki

Rawani mansoor

Tamalli ma'aa wala

Hatta baidi's'am

Niti alki hawa tamalli ma'aa

Tamalli bali uffal di walaa bansa

Tamalli waa hishmillah-hataa

Banu wayyaa

Kaho na kaho

Yeh aankhen bolti hain

O sanam o sanam,

O mere sanam

Mohabbat ke safar mein

Tu hamaara hain

Andhere raaston ka

Tu sitaara hain

Tamalli habibi mah'ta dilai

E'layya 'anayya dindaa 'ilai

Wila'ha walayla kulli ku

Yakuniya-habibi maht-e-dillai

Tu hi jeene ka sahaara hai

Meri maujon ka kinaara hai

Mere liye yeh jahaan hai tu

Tujhe mere dil ne pukaara hai

Kaho na kaho

Yeh saansein bolti hain

O sanam o sanam,

O mere sanam

Labon pe naam tere

Bas hamaara hai

Yeh tera dil bhi jaana

Ab hamaara hain

Kaho na kaho

Yeh aankhen bolti hain

O sanam o sanam,

O mere sanam

Mohabbat ke safar mein,

Yeh sahaara hai

Wafa ke saahilon ka,

Yeh kinaara hai

Khwaabon mein

Tujhko sanwaara hain

Jazbon mein apne utaara hai

Meri yeh aankhen jidhar dekhe

Tera hi tera nazaara hai

Khwaabon mein

Tujhko sanwaara hain

Jazbon mein apne utaara hai

Meri yeh aankhen jidhar dekhe

Tera hi tera nazaara hai

Khwaabon mein

Tujhko sanwaara hain

Jazbon mein apne utaara hai

Meri yeh aankhen jidhar dekhe

Tera hi tera nazaara hai

Khwaabon mein

Tujhko sanwaara hain

Jazbon mein apne utaara hai

Meri yeh aankhen jidhar dekhe

Tera hi tera nazaara hai