menu-iconlogo
logo

Aakhri Saans

logo
Lời Bài Hát
Ghum ho tum kyun chup ho jaana

Tumse he jeena mar jaana

Tumse saari khushiyaan hai meri

Haule se jo dil dhadka hai

Tumpe itna kyun marta hai?

Tere bin kya duniya hai meri?

Tujh par jaan apni jaan main vaar doon

Tere sang aakhri main apni saans loon

Tujh par jaan apni jaan main vaar doon

Tere sang aakhri main apni saans loon

Aaa

Tere sang aakhri mai apni saans loon

Banke tum aasmaan, barse jo iss tarah

Mai bhi samajh gaya, ki tu yaad kar raha

Hai zameen mein dafan, jo pyaar ab mera

Bhoolenge na kabhi, tum the mera jahaan

Mera jahaan, tumpe vaar doon

Tujhpar jism aur jaan mai vaar doon

Tere sang aakhri mai apni saans loon

Tujh par jaan apni jaan mai vaar doon

Tere sang aakhri mai apni saans loon

Tere sang aakhri mai apni saans loon

Tere sang aakhri mai apni saans loon