Baatein bahut hui kaam shuru karein kya kal
Kya karega aaj shuru karein kya
Yeh desh apne haath
Kuch baaton se hoga na tu khud hi hai naayak
Toh shuru karein kya baatein
Bahut hui kaam shuru karein kya kal kya karega aaj
Shuru karein kya yeh desh apne haath kuch baaton se
Hoga na tu khud hi hai naayak toh shuru
Karein kya shuruaat se hi seekhte ghalat hai garam hai
Hum sab pe par khud mein jo dum
Hai woh kum hai kya tere andar ki zameer aaj numm hai
Kya doosron pe bhonkhe tujhe khud pe
Sharam hai kya gareebon pe
Atyachaar bachchiyon ka balaatkaar naa rokega naa
Toh na hoga aisa koi chamatkar ungli uthaate par
Awaaz toh uthaao note sab chaape saale izzat kamaao
Patti tum chalate khali
Kadam badhate apne andar
Ke andhere mein woh batti ko jalaao aaftaab
Si udaan kyun samaaj bana chilman
Sa lutkar jo
Lathpath tu puchhta hai jaat unka tarkash mein mazhab ye jab
Tak tarazu ke peedhhi ki maut hogi gharshan kare
Shanka haan mehnat awaam ka hai saaf nahi devi haan
Sadko pe darke kyu kaanp rahi saanp bani chhati
Pe dehshat dharam tu khud hai
Masiha ye ankhe kyu nam si saanp bani chhati pe
Dehshat dharam ki tu khud hai masiha ye ankhe kyu
Nam si baatein
Bahut hui kaam shuru karein kya kal kya karega aaj
Shuru karein kya yeh desh
Apne haath kuch baaton se hoga na tu khud hi hai
Naayak toh shuru karein kya baatein
Bahut hui kaam shuru karein kya kal kya karega aaj
Shuru karein kya yeh desh
Apne haath kuch baaton se hoga na tu khud hi hai
Naayak toh shuru karein kya bhai musalman ka
Toh kaai ko ladte jaat pe insaaniyat hai gumshuda aur
Psycho hum halaat se aur apne logo ko toh chahiye jaati
Ka waar haathi ka daant
Tu bol mujhko kidhar gayab insaaf tabhi to milega jabhi tu
Apne haq ko bolna shuru
Karega sach ko kholna sab ke baare mein sochna ab
Tu nahi darega
Ameer ke thaali mein roti hai chaar fakeer nahi
Hai mila prasaad sab theek hai tera toh badha vyapaar
Kamzor pe aise na daal dabaav chalo
Shuru se karein haal kyun behaal hai aise
Toh azaadi ko huve sattar saal hain
Hum azaad na phir bhi nahi sunte na khud
Ki ghar baithe sochenge masle ki tarqeeb kadam le aage
Toh peeche ye kheenche tu zyada sach ugle toh dharti ke
Neeche ab neeche hi rehna himmat se sehna woh maare wo
Peete tu kuch bhi na kehna
Har
Jaati se choti yahaan aurat ki jaat dede jeevan ki dor
Kisi aur ke haath yahaan praan jaaye par maan na
Jaaye dulat ki laalach hadapti duaayein
Baatein bahut hui kaam
Shuru karein kya kal kya karega aaj
Shuru karein kya yeh desh apne haath kuch baaton se
Hoga na tu khud hi hai
Naayak toh shuru karein kyaa baatein
Bahut hui kaam shuru karein kya kal kya karega aaj
Shuru karein kya yeh desh
Apne haath kuch baaton se hoga na
Tu khud hi hai naayak toh
Shuru karein kyaa baatein
Bahut hui kaam shuru karein kya kal kya karega aaj
Shuru karein kya yeh desh apne haath kuch
Baaton se hoga na tu khud hi hai
Naayak toh shuru karein kyaa baatein bahut hui kaam
Shuru karein kya kal kya karega aaj
Shuru karein kya yeh desh apne
Haath kuch baaton se hoga na tu khud hi hai naayak toh
Shuru karein kya shuru karein kya shuru karein kya