Kya hogaya mujhe, Jo
Na mai reh pari tere siwa kahi
Na mili wo dawa mujhe
Fir bhi keh na pari sach tujhe kabhi
Mai khoyi rahi
Par farak tujhe kyu pada nahi
Hai kesi dastaan yeh jo
Hai tu saath firbhi khada nahi
Mere bas me na ab lage kyu
Khyaal banre awaargi
Ki chhod du mai ab jahaan ko yeh
Par mera jahaan to yahan nahi
Kese rehta Tu mere bina
Jeeye tu mere siwa
Sawal puchu khud se
Mile jawaab nahi
Shayad thi meri galti
Jo huyi khudme pagal
Mann hai ki chhodu sabko
Par ab halat nahi
Mai khoyi rahi
Par farak tujhe kyu pada nahi
Hai kesi dastaan yeh jo
Hai tu saath firbhi khada nahi
Mere bas me na ab lage kyu
Khyaal banre awaargi
Ki chhod du mai ab jahaan ko yeh
Par mera jahaan to yahan nahi
Na samjhe dono khud the
Umeede rakhe khud ke pare
Na bandhe sambhle
Gire pahaad wahi
Ahem me dono gum the
Par yeh na samjhe boojhe
Ilzaam -e- ishqo ke dariya
Ka tha bahav nahi
Meri aankhon ki nami
Tujhe kyu dikhti nahi
Safar ke ye nama
Mai kyu bik si gayi
Mai mili nahi
To bhi tune mujhe kyu pukaara nahi
Mai jaa rahi thi door jo tujhse haa
Mai doobi toh bana tu kyu sahara nahi
Mere bas me na ab lage kyu
Khyaal banre awaargi
Ki chhod du mai ab jahaan ko yeh
Par mera jahaan to yahan nahi