Tere mere beech mein
Tere mere beech mein
Kaisa hai yeh bandhan anjana
Kaisa hai yeh bandhan anjana
Maine nahin jaana, toone nahin jaana
Maine nahin jaana, toone nahin jaana
Tere mere beech mein
Kaisa hai yeh bandhan anjana
Sabke dilo rehna mera kaam
Jayati porwal hai mera naam
Ek dor kheenche dooja dauda chala aaye
Ek dor kheenche dooja dauda chala aaye
Kachche dhaage mein bandha chala aaye
Aise jaise koi
Ho aise jaise koi deewana
Aise jaise koi deewana
Maine nahin jaana, toone nahin jaana
Tere mere beech mein
Kaisa hai yeh bandhan anjana
Neend na aaye mujhe
Chain naaaye...
Neend na aaye mujhe
Chain naaaye...
Laakh jatan karu rokanajaye
Sapno me tera, ho ho.
Sapno me tera aana jaana
Sapno me tera aana jaana
Maine nahin jaana, toone nahin jaana
Tere mere beech mein
Kaisa hai yeh bandhan anjana2
Pehanoongi main tere haathon se kangna
Pehanoongi main tere haathon se kangna
Jaayegi meri doli tere hi angna
Chaahe kuchh kar le
Ho chaahe kuchh kar le zamana
Chaahe kuchh kar le zamana
Maine nahin jaana, toone nahin jaana
Tere mere beech mein
Kaisa hai yeh bandhan anjana
Kaisa hai yeh bandhan anjana