menu-iconlogo
logo

Aa bhi ja

logo
歌詞

Aa bhi jaa, aa bhi jaa,

ae sub aah aa bhi jaa.

Aa bhi jaa, aa bhi jaa,

ae sub aah aa bhi jaa.

Raat ko kar vida, dilruba aa bhi jaa

Aa bhi jaa, aa bhi jaa,

ae sub aah aa bhi jaa.

Aa bhi jaa, aa bhi jaa,

ae sub aah aa bhi jaa.

Raat ko kar vida, dilruba aa bhi jaa

Aa bhi jaa, aa bhi jaa,

ae subaah aa bhi jaa

Mere, mere dil ke paagalpan

ki oh seema kya hai

Yun to tu hai meri, chhaya

tujh mein, ho, tera kya hai

Main hoon gagan tu hai

zameen, adhoori si mere bina

Raat ko kar vida, dilruba aa bhi jaa

Aa bhi jaa, aa bhi jaa,

ae subaah aa bhi jaa.

Aa bhi jaa, aa bhi jaa,

ae subaah aa bhi jaa.

Dekhoon chaahe jisko, kuch

kuch tujhsa dikhta kyoon hai

Jaanoon, jaanoon na main,

tera mera rishta kyoon hai

Kaise kahoon kitna bechain

hai dil mera tere bina

Raat ko kar vida, dilruba aa bhi jaa

Aa bhi jaa, aa bhi jaa,

ae subaah aa bhi jaa.

Aa bhi jaa, aa bhi jaa,

ae subaah aa bhi jaa.

Aa bhi ja Lucky Ali/Sunidhi Chauhan - 歌詞和翻唱