ik pal ka jeena
phir to hai jaana
tauhfa kya le ke jaaiye
dil ye bataana
ik pal ka jeena
phir to hai jaana
tauhfa kya le ke jaaiye
dil ye bataana
khaali haath aaye the hum
khaali haath jaayenge
bas pyaar ke do meethe
bol jhilmilayenge
to hans kyun ki duniya
ko hai hasana
aye mere dil tu gaaye jaa
ae aaye aao aaye aa
aye mere dil tu gaaye jaa
ae aaye aao aaye aa
hooooo
aankhon mein dilbar ka
sapna bhi hai
haan koi sapna bhi hai
hooo
duniya mein mera koi
apna bhi hai
haan koi apna bhi hai
ik chehra khaas hai
jo dil ke paas hai
honton pe pyaas hai
milne ki aas hai
dilbaron ka magar
kahan koi thikana
aye mere dil tu gaaye jaa
ae aaye aao aaye aa
aye mere dil tu gaaye jaa
ae aaye aao aaye aa
hooo
jeevan khushiyon ka ek
jhonka sa hai
haan koi jhonka sa hai
hooo
aur ye jhonka ik
dhoka sa hai
haan koi dhoka sa hai
ye kaisi hai khushi
jal jal ke jo bujhi
bujh bujh ke jo jali
milke bhi na mili
doston par kisi
haal mein na ghabaraana
aye mere dil tu gaaye jaa
ae aaye aao aaye aa
aye mere dil tu gaaye jaa
ae aaye aao aaye aa
ik pal ka jeena
phir to hai jaana
tauhfa kya le ke jaaiye
dil ye bataana
khaali haath aaye the hum
khaali haath jaayenge
bas pyaar ke do meethe
bol jhilmilayenge
to hans kyun ki duniya
ko hai hasana
aye mere dil tu gaaye jaa
ae aaye aao aaye aa
aye mere dil tu gaaye jaa
ae aaye aao aaye aa
la la laa ae eeeeeeeeeee ee
la la aaa laa aaaa