Bassfond made this
Padhu insaan jese padhu mai kitabe(kitabe)
Kisi ka cheena nahi haq nahi niwale(niwale)
Apne bigane me farak bas bharosa ka
Par kya karu jab apno me bhorsaa ye khodeta
Woh puche sahaj ab tu khoya khoya rehta kyu
Shyad duniya se ab thoda sa mai behka hu
Na kuch kehta hu chize sehta hu
Chehre pe hai khusi par ander se mai sehma hu
Pareshan parivaar kese guzarte ye saal
Lage sabkuch bekaar lag sabkuch kharab
Jiski sabse jada keemat meri zindagi me wohi insaan
Mujhse baitha ab naraz
Aur sabar rakha jata nahi sabse
Jab kuch na ho basme
Tu bas chalta reh haske
Sari chod de kasme
Sab nichod ke haste
Jab rokte sab the
Tab sochte hum the
Ki sochu na zayada aur chod du sabkuch
Jab dikhta nahi kal toh mai rok du sabkuch
Par kise pata agar mani na ye haar
Toh meri agli chal jayegi sarhad paar
Jude hum zameen se
Jeetege yakeen se
Paheliya suljhai ab dikhti hai kamai
Akhri aur pehla hu jo nikla hu iss bheed se
Jude hum zameen se
Jeetege yakeen se
Paheliya suljhai ab dikhti hai kamai
Akhri aur pehla hu jo nikla hu iss bheed se
Peeso ke pyase kuye me doobgye
Mai annsu chupta leta hu
Fir bhi sab kyu ruth gaye
Majboor the
Galat tarike na chune
Baatien faila dete log jo sath me ghume
Tabhi dhyan rkhta hu jo bhi aas pass mere
Bhai sage lade kya hai yaar waar tere
Mujhse hoti nahi baat tabhi aajkal kam dikhu
Fees ki tarah mere badhchuke hai trust issues
Bharte hai panne jabhi hota mai naraz
Tu sota hai chain se tu dekhe na khwab
Asaan likha geet Hip-Hop jeena mushkil
Waqt ka andaza nahi hai bache mere kuch din
Halat the khrab aur darta tha sudharne se
Jhande gade kaafi par dara na bhikharne se
Bhagwan deta kala har insaan ko
Par waqt lagta meri jaan kala ko ubarne me(Let's Go)
Jude hum zameen se
Jeetege yakeen se
Paheliya suljhai ab dikhti hai kamai
Akhri aur pehla hu jo nikla hu iss bheed se
Jude hum zameen se
Jeetege yakeen se
Paheliya suljhai ab dikhti hai kamai
Akhri aur pehla hu jo nikla hu iss bheed se
Kabhi bhi bheedon mein jagah mili na
Aur kabhi mili wahan se nikla jaise peeche cheetah
Mei jeeta jaa raha bina cheenkien
Iss rassi ko bina kheenche
Hoon darrta madheera peene se
Nah milna bottle bheetar mein
Aurrrr
Mujhe darr khoob
Nakaami, girne ka, saath ulti kartoot
Nah mujhe banna ek aur bheed mei
Nah hi dukh ho zindagi mein
Mujhe banna sab cheez
Nahi banna bas tu
Lage vastu kare khush
Ya phir bas tu kare khush
Yahan khush hone liye
Sab hi sab hi bhare kush
Mei kuch
Kehna nah hoon chahta
Toh phir aaj chunoon sannata
Inko rasta na mila
Mei unn pe bhag aata
Aur
Kaash mile bheed ahan pe mei galla kholoon phir
Sarr khola kahoge ganga mein dhole phir
Kahoon aameen mein
Jis se khushi nah koi cheene
Na padhna kabhi dheele
Karta rahoon tarkeebein