menu-iconlogo
huatong
huatong
aur-humsafar-cover-image

Humsafar

Aurhuatong
milbyleerarhuatong
Liedtext
Aufnahmen
Kabhi chhupa dikhay

Khayalon mein mere

Kabhi tu door hai

Sawalon se mere

Main tujh ko bhool jaoon kaise?

Ke chahoon pooray dil se

Ke mar ke bhi khatam na honge silsilay kabhi

O Humsafar

Mujh ko tera pyar chahiye

O Humsafar

Mujh ko tera pyaar chahiye

Hum unki baahon mein hee dhair ho gayein hain

Aur woh shehar jaa kay gair ho gayein hain

Ab unko kaun jaa ke abh phir ye bataayein

Woh meri shaayari kaa sher ho gaye hain

Kabhi kabhi woh zakhmon ko chhupaata hai mere

Kabhi kabhi woh dard bhi barhata hai mere

Hum un se door jaaye kaise? Nahi hum un ke jaise

Ab dar hai unke choone se hee mar naa jaaoon mein

O Humsafar

Mujh ko tera pyar chahiye

O Humsafar

Mujh ko tera pyaar chahiyе

Hain dooriyaan bhaley

Tu chaand hai mera

Ye faaslе barha na imtehaan hai mera

Ek shayari aur doosra tu kaam hai mera

Tujhe hee dekhte rahoon mein shaam se subha

Toh ruk jaao na, sambhal jaao na

Inn lamhon ke yaadon mein bhar jaao na

Saza jo bhi ho, mein seh loonga par

Jo bichhroge mujhse toh mar jaaoonga

Tu rakh yaqeen aur thaam lay

Tu haath ko mere

O khwabon ki pari tu poore karde khawaab ko merey

Main tujh ko kaise ye bataaun

Ke kitna tujhko chaahoon

Khatam bhi kardo Jaan-E-Jaan

Ye faasle kabhi

O Bekhabar

Teri aik shaam chahiye

O Humsafar

Sirf tera pyaar chahiye

Mehr von Aur

Alle sehenlogo

Das könnte dir gefallen