Pyaar hua, ikraar hua hai Pyaar se phir kyoon darrta hai dil ( 2)
Kehta hai dil rasta mushkil Maaloom nahin hai kahan manzil( 2)
Pyaar hua, ikraar hua hai
Pyaar se phir kyoon darrta hai dil
Kehta hai dil rasta mushkil
Maaloom nahin hai kahan manzil
Pyaar hua, ikraar hua hai
Pyaar se phir kyoon darrta hai dil
(Aa, aa aa aa, aa aa aa, aa aa aa)
Kaho ki apni preet ka
geet na badlega kabhi
Tum bhi kaho is raah ka
meet na badlega kabhi
Pyaar jo toota, saath jo chhoota
Chaand na chamkega kabhi
Aa ha ha
Aa ha ha
Aaa ha ha
Aaa ha ha
Aa aa aa
aa aa aa
Pyaar hua, ikraar hua hai
Pyaar se phir kyoon darrta hai dil
Kehta hai dil rasta mushkil
Maaloom nahin hai kahan manzil
Pyaar hua, ikraar hua hai
Pyaar se phir kyoon darrta hai dil
(Aa, aa aa aa,aa aa aa, aa aa aa)
Raatein dason dishaaon se
kahengi apni kahaaniyaan
Geet hamaare pyaar ke
dohraayegi jawaaniyaan
Main na rahoongi,
tum na rahoge
Phir bhi rahengi nishaaniyaan
Pyaar hua, ikraar hua hai
Pyaar se phir kyoon darrta hai dil
Kehta hai dil rasta mushkil Maaloom nahin hai kahan manzil( 2)
Pyaar hua, ikraar hua hai
Pyaar se phir kyoon darrta hai dil
Aa, aa aa aa,aa aa aa,