menu-iconlogo
logo

Pyar Hua Ikrar Hua Hai(Short Ver.)

logo
Lyrics
Pyaar hua, ikraar hua hai

Pyaar se phir kyoon darrta hai dil

Pyaar hua, ikraar hua hai

Pyaar se phir kyoon darrta hai dil

Kehta hai dil rasta mushkil

Maaloom nahin hai kahan manzil

Kehta hai dil rasta mushkil

Maaloom nahin hai kahan manzil

Pyaar hua, ikraar hua hai

Pyaar se phir kyoon darrta hai dil

Kehta hai dil rasta mushkil

Maaloom nahin hai kahan manzil

Pyaar hua, ikraar hua hai

Pyaar se phir kyoon darrta hai dil

Kaho ki apni preet ka

Geet na badlega kabhi

Tum bhi kaho is raah ka

Meet na badlega kabhi

Pyaar jo toota, saath jo chhoota

Chaand na chamkega kabhi

Aa ha ha, aa ha ha aa aa aa,

Aa aa aa

Pyaar hua, ikraar hua hai

Pyaar se phir kyoon darrta hai dil

Kehta hai dil rasta mushkil

Maaloom nahin hai kahan manzil

Pyaar hua, ikraar hua hai

Pyaar se phir kyoon darrta hai dil

Pyar Hua Ikrar Hua Hai(Short Ver.) by Manna Dey/Lata Mangeshkar - Lyrics & Covers