Pyar hua , iqrar hua hai
Pyar se phir kyoon , darta hai dil
Pyar hua , iqrar hua hai
Pyar se phir kyoon , darta hai dil
Kehta hai dil , rasta mushkil
Maloom nahin hai , kahan manzil
Kehta hai dil , rasta mushkil
Maloom nahin hai , kahan manzil
Pyar hua, iqrar hua hai
Pyar se phir kyoon , darta hai dil
Kehta hai dil , rasta mushkil
Maloom nahin hai , kahan manzil
Pyar hua, iqrar hua hai
Aa..aa aa aa aa..aa aa aa aa )
Pyar se phir kyoon , darta hai dil
Kaho ji apni preet ka
Geet na badlega kabhi
Tum bhi kaho is raah ka
Meet na badlega kabhi
Pyar jo toota, saath jo chhoota
Chaand na chamke ga kabhi
Aa ha ha, aa ha ha
Aa aa aa, aa aa aa
Aa ha ha, aa ha ha
Aa aa aa, aa aa aa
Pyar hua , iqrar hua hai
Pyar se phir kyoon , darta hai dil
Kehta hai dil , rasta mushkil
Maloom nahin hai , kahan manzil
Pyar hua, iqrar hua hai
Aa..aa aa aa, aa aa aa, aa aa aa)
Pyar se phir kyoon , darta hai dil
Raatein daso dishaaon se
Kahengi apni kahaniyan
Geet humare pyar ke
dohraayegi jawaniyan
Main na rahoongi, tum na rahoge
Phir bhi rahengi nishaniyan
Pyar hua, iqrar hua hai
Pyar se phir kyoon , darta hai dil
Kehta hai dil , rasta mushkil
Maloom nahin hai , kahan manzil
Kehta hai dil , rasta mushkil
Maloom nahin hai , kahan manzil
Pyaar hua, iqrar hua hai
Aa..aa aa aa aa aa aa , aa aa aa )
Pyaar se phir kyoon darta hai dil