menu-iconlogo
logo

Yashomati Maiya Se (Short Ver.)

logo
Lyrics
Ho..Oo..Oo..Oo..

Yashomati maiya se bole Nandlala

Radha kyon gori main kyon kaala

Radha kyon gori main kyon kaala

Yashomati maiya se bole Nandlala

Radha kyon gori main kyon kala

Radha kyon gori main kyon kala

Boli muskaati maiya lalan ko bataya

Boli muskaati maiya lalan ko bataya

Kaari andhiyari aadhi raat mein tu aaya

Ladla Kanhiya mera ho

Ladla Kanhiya mera kali kamli wala

Isiliye kala

Yashomati maiya se bole Nandlala

Radha kyon gori main kyon kala

Radha kyon gori main kyon kala