Sakhi laagi lagan darshan ki, darshan ki 

Jagannath mukh man me basa hai 
Jagannath mukh man me basa hai 
Dhyan unhi ke charnan ki, charnan ki, charnan ki 

JAGANNATH PREMI 
ROOM ID-171653 
SEARCH TAG ODIA BHAKTI 
Ghan Mai wahi hai, man Mai wahi Hai 
Kan Kan Mai Hai unki chaaya 
Kan Kan Mai Hai unki chaaya 
Barsa mai bijli mai phula aur titli mai 
Unka hi roop samaya, Unka hi roop samaya 
Tan mai bachan mai man mai jagannath 
Tan mai bachan mai man mai jagannath 
Charo hriday Mai arpan ki, arpan ki, arpan ki 
Sakhi laagi lagan darshan ki, darshan ki 
Sakhi laagi lagan darshan ki, darshan ki 
Song( UPLOAD) by laxman 
Lyrics - Kshemankari 
JAGANNATH ? PREMI 
Jiban pawan Mai, dharti Gagan Mai 
Sab Mai Hai unki satta, Sab Mai Hai unki satta 
Unke bina ish jagme kahipar 
hilta nehi koi patta, hilta nehi koi patta 
Prano mei pran Mai, ran Mai jagannath 
Prano mei pran Mai, ran Mai jagannath 
Dhul chhati Dil Darpan ki, Darpan ki, Darpan ki 
Sakhi laagi lagan darshan ki, darshan ki 
Sakhi laagi lagan darshan ki, darshan ki 
Jagannath mukh man me basa hai 
Jagannath mukh man me basa hai 
Dhyan unhi ke charnan ki, charnan ki, charnan ki 
Sakhi laagi lagan darshan ki, darshan ki 
Sakhi laagi lagan darshan ki, darshan ki 
Sakhi laagi lagan darshan ki, darshan ki..