O priya priya..
kyu bhula diya..
Bewafa ya, berahum..
Kya kahu tujhe sanam
Tune dil, tora hai,
Bhul kya huyi yeh bata ja
O piya piya.. mai teri piya
Aasuo ko pi gayi..
Jane kaise ji gayi..
Kya hai meri,
majh-buri,
Kaise mai batau huwa kya
Tu bewafa hai jo~ mai jaan ja~ ta,
Tujhse kabhi bhi, dil na laga~ ta,
Tu bewafa hai jo~ mai jaan ja~ ta,
Tujhse kabhi bhi, dil na laga~ ta,
Mujh-pe yakin kar~ yuu na ilzaam de,
De koi saja magar, bewafa na naam de,
Meri dilaruba..
tune ki jafa..
Par tujhe,
bhulegi na,
meri wafa
O piya piya.. mai teri piya
Aasuo ko pi gayi..
Jane kaise ji gayi..
Kya hai meri,
majh-buri,
Kaise mai batau huwa kya
O priya priya..kyu bhula diya..
Ji chahata~ hai~ khud ko jala du..
Maut ko apne, dil se laga lu..
Ji chahata~ hai~ khud ko jala du..
Maut ko apne, dil se laga lu..
Aa ke zara dekh le~ dil mera cheer ke,
Rangge milengge tujhe, teri tasvir ke,
Mere sathiya..
tera ho bhala..
Yehi mere,
tute huye,
dil ki sada..
O piya piya.. mai teri piya
Aasuo ko pi gayi..
Jane kaise ji gayi..
Kya hai meri,
majh-buri,
Kaise mai batau huwa kya
O priya..priya..
o piya.. Piya..
O priya..priya..