aaiga aaiga aaiga ye kya ho gaya
tere peechhe dil ye tabaah ho gaya
jee mein aata hai ke tujhe
dekhun bhi nahin
haaye par kya karun ye dil
jo fida ho gaya
kya karun ye dil
jo fida ho gaya
aaiga aaiga aaiga ye kya ho gaya
tere peechhe dil ye tabaah ho gaya
jee mein aata hai ke tujhe
dekhun bhi nahin
par kya karun ye dil
jo fida ho gaya
kya karun ye dil
jo fida ho gaya
aaiga aaiga aaiga ye kya ho gaya
o shehzaadi baat baat mein
kaisi uljhan pad gayi
aaj tu hum par ho gayi gusse
kaisi aafat pad gayi
tere dil ki baat maine jaan li
chham chham ye chaal pehchaan li
aaiga aaiga aaiga ye kya ho gaya
tere peechhe dil ye tabaah ho gaya
jee mein aata hai ke tujhe
dekhun bhi nahin
par kya karun ye dil
jo fida ho gaya
haaye kya karun ye dil
jo fida ho gaya
aaiga aaiga aaiga ye kya ho gaya
iss duniyaa ki bheed mein aa kar
dil ne tujh ko jaan liya
dheere dheere pyaar jaga
aur dil ne apna maan liya
main to kho gayi re tujhe dekh kar
teri ho gayi re tujhe dekh kar
aaiga aaiga aaiga ye kya ho gaya
tere peechhe dil ye tabaah ho gaya
jee mein aata hai ke tujhe
dekhun bhi nahin
par kya karun ye dil
jo fida ho gaya
haaye kya karun ye dil
jo fida ho gaya
aaiga aaiga aaiga ye kya ho gaya
are jab tu bighde aur haseen ho
gussa laage pyaara
ek baat ne jeeta hum ko
ek baat se haara
jagda naa kar tu ari maan ja
apna samjh tu ari jaan ja
aaiga aaiga aaiga ye kya ho gaya
tere peechhe dil ye tabaah ho gaya
jee mein aata hai ke tujhe
dekhun bhi nahin
haaye par kya karun ye dil
jo fida ho gaya
kya karun ye dil
jo fida ho gaya
aaiga aaiga aaiga ye kya ho gaya
aaiga aaiga aaiga ye kya ho gaya
aaiga aaiga aaiga ye kya ho gaya
aaiga aaiga aaiga ye kya ho gaya
aaiga aaiga aaiga ye kya ho gaya