Dil Aisa, Kisi Ne Mera, Toda
Barbaadi Ki Taraf Aisa Moda
Dil Aisa Kisi Ne Mera Toda
Barbaadi Ki Taraf Aisa Moda
Ek Bhale Manush Ko
Amanush Bana Ke Chodda
Dil Aisa Kisi Ne Mera Toda
Barbaadi Ki Taraf Aisa Moda
Saagar Kitna Mere Paas Hai
Mere Jeevan Mein, Phir Bhi Pyaas Hai
Saagar Kitna Mere Paas Hai
Mere Jeevan Mein, Phir Bhi Pyaas Hai
Hai Pyaas Badi Jeevan Thoda
Amanush Bana Ke Chodda
Dil Aisa Kisi Ne Mera Toda
Barbaadi Ki Taraf Aisa Moda
Kehete Hai Yeh Duniya Ke Raaste
Koi Manzil Nahi, Tere Vaaste
Kehete Hai Yeh Duniya Ke Raaste
Koi Manzil Nahi, Tere Vaaste
Nakaamiyon Se Nata Mera Joda
Amanush Bana Ke Chodda
Dil Aisa Kisi Ne Mera Toda
Barbaadi Ki Taraf Aisa Moda
Dhooba Suraj Phir Se Nikle
Raheta Nahi Hai Andhera
Mera Suraj Aisa Roota
Dekha Na Maine Savera
Ujaalon Ne Saath Mera Chodda
Amanush Bana Ke Chodda
Dil Aisa Kisi Ne Mera Toda
Barbaadi Ki Taraf Aisa Moda
Ek Bhale Manush Ko
Amanush Bana Ke Chodda
Dil Aisa Kisi Ne Mera Toda
Barbaadi Ki Taraf Aisa Moda