Zindagi pyaar ka geet hai
Ise har dil ko gaana padega
Zindagi pyaar ka geet hai
Ise har dil ko gaana padega
Zindagi ghum ka sagar bhi hai
Hanske us paar jaana padega
Zindagi ek ahsaas hai
Toote dil ki koi aas hai
Zindagi ek ahsaas hai
Toote dil ki koi aas hai
Zindagi ek banwaas hai..
Kaat kar subko jaana padega
Zindagi pyaar ka geet hai
Ise har dil ko gaana padega
Zindagi bewafa hai to kya
Apne rute hain hamse kya..
Zindagi bewafa hai to kya
Apne rute hain hamse kya..
Haat mein haat na ho to kya
Saath phir bhi nibhana padega
Zindagi pyaar ka geet hai
Ise har dil ko gaana padega
Zindagi ek muskaan hai
Dard ki koi pehchaan hai
Zindagi ek muskaan hai
Dard ki koi pehchaan hai
Zindagi.mehmaan hai
Chhod sansar jana padega
Zindagi pyaar ka geet hai
Ise har dil ko gaana padega
Zindagi ghum ka sagar bhi hai
Hanske us paar jaana padega
Zindagi pyaar ka geet hai
Ise har dil ko gaana padega