F Pyaar zindagi hai...
Pyaar bandagi hai, bandagi hai
Yahulla yahulla hoo ya allah
yahulla yahulla hoo ya allah
Pyaar se pyaar karo,
yeh umra pyaar ki hai
Pyaar se pyaar karo,
yeh umra pyaar ki hai
Pyaar bina kya jeena,
yeh bhi koi zindagi hai
M Pyaar zindagi hai
Pyaar bandagi hai, bandagi hai
F Yahulla yahulla
M hoo ya allah
F Yahulla yahulla
M hoo ya allah
F Pyaar karam, pyaar dua
Pyaar sitam, pyaar wafa
Pyaar se juda to yahan
koi nahin, koi nahin
M Pyaar khushi, pyaar nasha
Kya woh nazar, kya woh adaa
Ho ke fida pyaar mein
jo koi nahin koi nahin
F Dil ko laga ke dekho
pyaar mein kya khushi hai
Dil ko laga ke dekho
pyaar mein kya khushi hai
Pyaar bina kya jeena,
yeh bhi koi zindagi hai
M Pyaar zindagi hai
O pyaar bandagi hai, bandagi hai
Yahulla yahulla
F ho ya allah
M yahulla yahulla
F ho ya allah
M Door rahe, paas rahe,
dil mein teri pyaas rahe
Tere liye main hoon,
tu hai mere liye, mere liye
Pyaar sanam, pyaar khuda,
yaar kabhi ho na juda
Yaar bina koi yahan
kaise jiye, kaise jiye
Baahon mein yaar ke hi
duniya bahaar ki hai
Ho baahon mein yaar ke hi
duniya bahaar ki hai
Pyaar bina kya jeena,
yeh bhi koi zindagi hai
F Pyaar zindagi hai
O pyaar bandagi hai, bandagi hai
M Yalla yalla
F ho ya allah
M Yalla yalla
F ho ya allah
F Dekh hamein koi jale,
koi jale haath male
Tu jo mere saath chale
logon se kya darna yahan
Pyaar yahaan jo na kare,
khaak jiye khak mare
Yaar mere tere liye
jeena yahan, marna yahan
Mar ke bhi na mite jo
yeh woh deewanagi hai
Mar ke bhi na mite jo
yeh woh deewanagi hai
Pyaar bina kya jeena,
yeh bhi koi zindagi hai
BOTH Pyaar zindagi hai
O pyaar bandagi hai, bandagi hai
F Yahulla yahulla
M ho ya allah
F Yahulla yahulla
M ho ya allah
M Pyaar zindagi hai
O pyaar bandagi hai, bandagi hai
F Yalla yalla
BOTH hoo ya allah
F Yalla yalla
BOTH hoo ya allah
BOTH Yalla yalla
Yalla yalla
Yalla yalla
Yalla yalla
Pyaar pyaar pyaar pyaar pyaar