raat ke hamsafar thak ke ghar ko chale jhoomti aa rahi hai subah pyaar ki dekh kar saamne roop ki roshni phir luti ja rahi hai subah pyaar ki sone walon ko hanskar jagana bhi hai raat ke jaagton ko sulana bhi hai deti hai jaagne ki sadaa saath hi deti hai jaagne ki sadaa saath hi loriyan ga rahi hai subah pyaar ki raat ke hamsafar thak ke ghar ko chale jhoomti aa rahi hai subah pyaar ki dekh kar saamne roop ki roshni phir luti ja rahi hai subah pyaar ki raat ne pyaar ke jaam bhar kar diye aankhon aankhon se jo maine tumne piye hosh to ab talak jaa ke laute nahin hosh to ab talak jaa ke laute nahin aur kya laa rahi hai subah pyaar ki raat ke hamsafar thak ke ghar ko chale jhoomti aa rahi hai subah pyaar ki dekh kar saamne roop ki roshni phir luti ja rahi hai subah pyaar ki hai subah pyaar ki
Raat Ke Hamsafar par Mohammed Rafi/Asha Bhosle - Paroles et Couvertures