menu-iconlogo
logo

Aadmi Musafir Hai Aata Hai Jata Hai

logo
Paroles
Aadmi musafir hai…

Aata hai jaata hai…

Aate jaate raste mein

Yaadein chhod jaata hai

Aadmi musafir hai…

Aata hai jaata hai…

Aate jaate raste mein

Yaadein chhod jaata hai

Aadmi musafir hai...

Aadmi musafir hai...

Jhonka hawa ka paani ka rela

Jhonka hawa ka paani ka rela

Mele mein reh jaaye jo akela

Mele mein reh jaaye jo akela

Phir woh akela hi reh jaata hai

Aadmi musafir hai…

Aata hai jaata hai…

Aate jaate raste mein

Yaadein chhod jaata hai

Kab chhodta hai yeh rog jee ko

Kab chhodta hai yeh rog jee ko

Dil bhool jaata hai jab kisi ko

Dil bhool jaata hai jab kisi ko

Woh bhool kar bhi yaad aata hai

Aadmi musafir hai

Aadmi musafir hai

Aata hai jaata hai

Aata hai jaata hai

Aate jaate

Raste mein

Yaadein chhod jaata hai

Aadmi musafir hai

Aadmi musafir hai

Kya sath laaye, kya tod aaye

Kya sath laaye, kya tod aaye

Raste mein hum kya kya chhod aaye

Raste mein hum kya kya chhod aaye

Manzil pe jaake yaad aata hai

Aadmi musafir hai

Aata hai jaata hai

Aate jaate raste mein

Yaadein chhod jaata hai

Jab dolti hai jeevan ki naiya

Jab dolti hai jeevan ki naiya

Koyi to ban jaata hai khiwaiya

Koyi to ban jaata hai khiwaiya

Koyi kinare pe hi doob jaata hai

Aadmi musafir hai…

Aata hai jaata hai…

Aate jaate raste mein

Yaadein chhod jaata hai

Aadmi musafir hai...

Aata hai jaata hai...

Aate jaate raste mein

Yaadein chhod jaata hai

Yaadein chhod jaata hai

Yaadein chhod jaata hai

Aadmi Musafir Hai Aata Hai Jata Hai par Mohammed Rafi/Lata Mangeshkar - Paroles et Couvertures