Janam janam ka sath hai tumhara hamara
Tumhara hamara
Janam janam ka sath hai tumhara hamara
Tumhara hamara
Agar na milte is jeevan
Mein lete janam dobara
Janam janam ka sath hai tumhara hamara
Tumhara hamara
Agar na milte is jeevan
Mein lete janam dobara
Janam janam ka sath hai tumhara hamara
Tumhara hamara
Jab se ghoome dharti
Sooraj chaand sitare
Ho o
Jab se ghoome dharti
Sooraj chaand sitare
Tab se meri nigahein
Samjhein tere ishare
Roop badal kar saajan
Maine phir se tumhein pukara
Janam janam ka sath hai tumhara hamara
Tumhara hamara
Pyaar ke pankh laga ke
Door kahin ud jaayein
Ho o
Pyaar ke pankh laga ke
Door kahin ud jaayein
Jahaan hawayein gam ki
Hum tak pahunch na paayein
Kushiyon ki kushbu se mehke
Ghar sansar hamara
Janam janam ka sath hai tumhara hamara
Tumhara hamara
Agar na milte is jeevan
Mein lete janam dobara
Janam janam ka sath hai tumhara hamara
Tumhara hamara
Tumhara hamara
Tumhara hamara