menu-iconlogo
logo

Phool Tumhe Bheja Hai Khat Mein

logo
Paroles
Phool tumhe bheja hai khat me

Phool nahi mera dil hai

Phool tumhe bheja hai khat me

Phool nahi mera dil hai

Priytam mere mujhko likhna

Kya yeh tumhare kabil hai

Pyar chupa hai khat me itna

Jitne saagar me moti

Pyar chupa hai khat me itna

Jitne saagar me moti

Chum hi leta haath tumhara

Paas jo tum mere hoti

Phool tumhe bheja hai khat me

Neend tumhe to aati hogi

Kya dekha tumne sapna

Neend tumhe to aati hogi

Kya dekha tumne sapna

Aankh khuli to tanhai thi

Sapna ho na saka apna

Tanhai hum dur karege

Le aao tum sahnai

Le aao tum sahnai

Preet bada kar bhul na jana

Preet tumhi ne sikhlayi

Phool tumhe bheja hai khat me

Phool nahi mera dil hai

Phool tumhe bheja hai khat me

Khat se ji bharta hi nahi

Ab nain mile to chen mile

Khat se ji bharta hi nahi

Ab nain mile to chen mile

Chand hamare agna utre

Koi to aisi rain mile

Milna ho to kaise mile hum

Milne ki surat likh do

Milne ki surat likh do

Nain bichaye baithe hai hum

Kab aaoge khat likh do

Phool tumhe bheja hai khat me

Phool nahi mera dil hai

Priytum mere muhjko likhna

Kia ya tumhre kabil hai

Phool tumhe bheja hai khat me

Phool nahi mera dil hai

priytam mere muhjko likhna

kia ya tumhare kabil hai

Phool tumhe behja ha khat me

Phool Tumhe Bheja Hai Khat Mein par Mukesh/Suman Kalyanpur/Naushad - Paroles et Couvertures