menu-iconlogo
logo

Mera Pyar Bhi Tu

logo
Paroles
Mera pyar bhi tu hai

Ye bahar bhi tu hai

Tu hi nazro me jaan e tamanna

Tu hi nazaro me

Mera pyar bhi tu hai

Ye bahar bhi tu hai

Tu hi nazro me jaan e tamanna

Tu hi nazaro me

Nazaro me

Hm.. hm.. hmm:mm hm.. hm..hmm:mm

Tu hi to mera neel gagan hai

Pyar se roshan aankh uthae

Aur ghata ke rup me tu hai

Kandhe pe mere sar ko jhukae

Mujh pe late bhikhrae

Mera pyar bhi tu hai

Ye bahar bhi tu hai

Tu hi nazro me jaan e tamanna

Tu hi nazaro me

Nazaro me

Manzil mere dil ki vahi hai

Saya jaha dildar hai tera

Parbat parbat teri bahe

Gulshan ye gulshan pyar hai tera

Mahke hai aanchal mera

Mera pyar bhi tu hai

Ye bahar bhi tu hai

Tu hi nazro me jaan e tamanna

Tu hi nazaro me

Nazaro me

Hm.. hm.. hmm:mm hm..hm..hmm:mm

Jaagi nazar ka khvaab hai jese

Dekh milan ka din ye suhana

Aankh to tere jalvo me gum hai

Dekhu tujhe ya dekhu zamana

Bekhud hai divana

Mera pyar bhi tu hai

Ye bahar bhi tu hai

Tu hi nazro me jaan e tamanna

Tu hi nazaro me

Nazaro me.

Hm.. hm.. hmm:mm hm..hm..hmm:mm

Hm.. hm.. hmm:mm hm..hm..hmm:mm

Mera Pyar Bhi Tu par Mukesh/Suman Kalyanpur - Paroles et Couvertures