dil ki ye aarzoo thi koi
dilrubaa mile
dil ki ye aarzoo thi koi
dilrubaa mile
lo ban gaya naseeb ke tum
humse aa mile
dil ki ye aarzoo thi koi
dilrubaa mile
dekhen humen naseeb se ab
apne kya mile
dekhen humen naseeb se ab
apne kya mile
ab tak to jo bhi dost mile
bewafaa mile
ab tak to jo bhi dost mile
bewafaa mile
aankhon ko ik ishaare ki
zahmat to dijiye
kadmon mein dil bichha doon
izaazat to dijiye
ghum ko gale laga loon jo ghum
aapka mile
ghum ko gale laga loon jo ghum
aapka mile
dil ki ye aarzoo thi koi
dilrubaa mile
dil ki ye aarzoo thi koi
dilrubaa mile
humne udaasiyon mein guzaari
hai zindagi
humne udaasiyon mein guzaari
hai zindagi
lagta hai darr fareb e wafaa se
kabhi kabhi
lagta hai darr fareb e wafaa se
kabhi kabhi
aisa na ho ke zakhm koi
phir naya mile
aisa na ho ke zakhm koi
phir naya mile
ab tak to jo bhi dost mile
bewafaa mile
kal tum zudaa huye the jahaan
saath chhod kar
hum aaj tak khade hain ussi
dil ke mod par
humko iss intezaar kaa kuchh to
silaa mile
humko iss intezaar kaa kuchh to
silaa mile
dil ki ye aarzoo thi koi
dilrubaa mile
dil ki ye aarzoo thi koi
dilrubaa mile
dekhen humen naseeb se ab
apne kya mile
ab tak to jo bhi dost mile
bewafaa mile
ab tak to jo bhi dost mile
bewafaa mile