aap agar aap na hote
to bhalaa kya hote
aap agar aap na hote
to bhalaa kya hote
log kehte hain ke
patthar ke masiha hote
aap agar aap na hote
to bhalaa kya hote
log kehte hain ke
patthar ke masiha hote
sangemarmar pe taraashe huye
chehre pe agar
aaaa aaaa aaaaaa
sangemarmar pe taraashe huye
chehre pe agar
aapke hasne ka andaaz
yahi hota magar
wo jo sharma ke jhukaa
lete hain aap nazar
aise sharmaane pe hum
kaise na fidaa hote
aap agar aap na hote
to bhalaa kya hote
log kehte hain ke
patthar ke masiha hote
aapke maathe pe basti hai
jawaan saanjh shahar
aaaa aaaa aaaa
aapke maathe pe basti hai
jawaan shaanjh shahar
achchhi lagti hai humein
aapki peshaani magar
wo jo maathe pe pasina
ubhar aata hai kabhi
aise maathe pe na kyon
log fidaa hote
aap agar aap na hote
to bhalaa kya hote
log kehte hain ke
patthar ke masiha hote
aap agar aap na hote
to bhalaa kya hote
aap agar aap na hote