sapnon ka raja koi
mann mein tha jisko basaya
aaj humen mil gaya hai
yahi hai yahi hai yahi hai
mera pyaar
yahi hai yahi hai yahi hai
mera pyaar
sapnon ki raani koi
mann mein thi jo samaayi
aaj humen mil gayi hai
yahi hai yahi hai yahi hai
mera pyaar
yahi hai yahi hai yahi hai
mera pyaar
aankhein meri bechain si tujhko
piya hain nihaarti
pichhle janam ke saathi hain hum
saansen yahi hain pukaarti
dhadkan mein tum aise base
aane laga hai karaar
yahi hai yahi hai yahi hai
mera pyaar
yahi hai yahi hai yahi hai
mera pyaar
tumhara jo dil gaya hamko mil
aur humen kya chahiye
haathon mein haath sadiyon ka
saath aur humen kya chahiye
aansu bhi ab hansne lage
jaagi khushiyaan hazaar
yahi hai yahi hai yahi hai
mera pyaar
yahi hai yahi hai yahi hai
mera pyaar
ek aas hai ek pyaas hai
sapne humare ek hain
sab dukh tumhare ab hain hamaare
khushiyaan humari ek hain
hum jo mile phool hain khile
saara jahaan hai bahaar
yahi hai yahi hai yahi hai
mera pyaar
yahi hai yahi hai yahi hai
mera pyaar
sapnon ka raja koi
sapnon ki raani koi
mann mein tha jisko basaya
mann mein thi jo samaayi
aaj humen mil gaya hai
aaj humen mil gayi hai
yahi hai yahi hai yahi hai
mera pyaar
yahi hai yahi hai yahi hai
mera pyaar