duniyaa mein tera
hai bada naam
aaj mujhe bhi tujhse
pad gaya kaam
meri binti sune to jaanuuuuu
meri binti sune to jaanuuuu
maanun tujhe main raam
raam nahin to kar doonga
saare jag mein tujhe badnaam
duniyaa mein tera
hai bada naam
aaj mujhe bhi tujhse
pad gaya kaam
main nahin kehta
kehte hain saare
main nahin kehta
kehte hain saare
tune banaye chaand sitaare
tu dukh door kare to mere
meri bigdi banaaye to tere
gun gaaun suboh shaam
raam nahin to kar doonga
saare jag mein tujhe badnaam
duniyaa mein tera
hai bada naam
aaj mujhe bhi tujhse
pad gaya kaam
saathi jagat mein
bas ik apna
saathi jagat mein
bas ik apna
iss jeevan kaa
aakhiri sapna
wo bhi tod ke daata naa le
yun munh mod ke daata naa le
sir pe tu ye ilzaam
raam nahin to kar doonga
saare jag mein tujhe badnaam
duniyaa mein tera
hai bada naam
aaj mujhe bhi tujhse
pad gaya kaam
majboori tere dar pe le aayi
majboori tere dar pe le aayi
aasha ki maine jyot jagaayi
mann ki bhujhti jyot jagaa de
meri tooti aas bandha de
aaya main tere dhaam
raam nahin to kar doonga
saare jag mein tujhe badnaam
duniyaa mein tera
hai bada naam
aaj mujhe bhi tujhse
pad gaya kaam
meri binti sune to jaanuuuuu
meri binti sune to jaanuuuu
ho raam
ho raam
meri binti sune to jaanuuuuu
meri binti sune to jaanuuuu
ho raaaaaaaaaaaaaaaaam
hooooo raaaaaaaaaaaaam