hasna hai kabhi rona hai
khona hai kabhi pana hai
kismat ka to yahi fasana hai
kismat ka to yahi fasana hai
samjha hai yahi jana hai
har lamha anjana hai
kismat ka to yahi fasana hai
kismat ka to yahi fasana hai
#MUSIC#
#APARICHIT YADAV#
=
koi kahe chandi koi kahe sona
insan hai mitti ka khilauna
koi kahe chandi koi kahe sona
insan hai mitti ka khilauna
jiban to hai ek safar ho..
kab khatma ho kya khabar..kya khabar
ek pal mein yaha jeena hai
duje pal marjaana hai
kismat ka to yahi fasana hai
kismat ka to yahi fasana hai
#MUSIC#
#APARICHIT YADAV#
=
kabhi hai sawarna kabhi hai bikharna
kabhi to hai milna kabhi hai bicharna
kabhi hai sawarna kabhi hai bikharna
kabhi to hai milna kabhi hai bicharna
ristey hai kyu ajnabi..ho..
dusbaar hai zindgi..zindgi..
uljhan ke dhago ko
jiban bhar suljhana hai
kismat ka to yahi fasana hai
kismat ka to yahi fasana hai