Pyaar par bas to nahin hai
Mera lekin phir bhi
Tu bata de ke tujhe pyaar
Karoon ya na karoon
Hmm hmm hmm hmm
Hmm hmm hmm hmm hmm hmm
Pyaar par bas to nahin hai
Mera lekin phir bhi
Tu bata de ke tujhe pyaar
Karoon ya na karoon
Pyaar par bas to nahin hai
Mera lekin phir bhi
Tu bata de ke tujhe pyaar
Karoon ya na karoon
Pyaar par bas to nahin hai
Mere khaabon ke jharokhon
Ko sajaane waali
Aa haa haa haa
Aa haa haa aa haa haa
Mere khaabon ke jharokhon
Ko sajaane waali
Tere khwabon mein kahin
Mera guzar hai ke nahin
Poochh kar apni nigaahon se
Bata de mujhko
Poochh kar apni nigaahon se
Bata de mujhko
Meri raaton ke muqaddar mein
Sehar hai ke nahin
Meri raaton ke muqaddar mein
Sehar hai ke nahin
Pyaar par bas to nahin hai
Mera lekin phir bhi
Tu bata de ke tujhe pyaar
Karoon ya na karoon
Pyaar par bas to nahin hai
Kahin aisa na ho
Paaon mere tharra jaayen
Aa haa haa haa
Aa haa haa aa haa haa
Kahin aisa na ho
Paaon mere tharra jaayen
Aur teri marmari baahon ka
Sahaara na mile
Ashq behte rahe
Khamosh siyaah raaton mein
Ashq behte rahe
Khamosh siyaah raaton mein
Aur tere reshmi aanchal ka
Kinaara na mile
Aur tere reshmi aanchal ka
Kinaara na mile
Pyaar par bas to nahin hai
Mera lekin phir bhi
Tu bata de ke tujhe pyaar
Karoon ya na karoon
Pyaar par bas to nahin hai