Saajna
Duur ... duur
Duur se koi aaye
Kahin chupke se woh dil mein samaa jaaye saajna
Duur ... duur
Duur se koi aaye
Kahin chupke se woh dil mein samaa jaaye saajna
Duur ... duur
Dekhe mujhe jab woh aankhen, main kho jaaun
In aankhon ke raste, main uske dil mein samaaun
Kuch keh na paaun usse main, kuch sun na paaun
Uske bina mera jeevan, jaise koi soo na gaaon
Duur ... duur
Suraj ki kirno se banta hai, chehra tumhara
Ik yehi chehra, hai mera jeevan sahara
Aankhen teri meri nadiyan, palkein kinara
Lakhon dukhon mein akela, hai mera yeh dil bechara
Duur ... duur