Kehna tha jo kuch bhi tujh se
Bhool yeh huwi hai mujh se
Thora sa kuch dil mein reh gaya
Kaghaz ki naav pe likha
Adha pona, jhoota, saccha
Lafzon ke dariya mein beh gaya
Lao haan, jaldi se aik wada to karlen
Idhdar dekho, kaho tum, jee lain ya mar lain
Sajni, main tere gun gaawan
Tu hai meri thandi chhaawan
Main ranjha, tu hai heer
Sajni, main tere gun gaawan
Tu hai meri thandi chhaawan
Main ranjha, tu hai heer
Socha tha jo kuch bhi main ne
Kangan, baali, jhumke, gehne
Sapna sa aankhon mein reh gaya
Baarish, ghunghru chhan chhan chhan chhan
Kehti hai yeh dil ki dharkan
Saavan tum se bhi yeh keh gaya
Lao haan, jaldi se aik wada to karlen
Idhdar dekho, kaho tum, jee lain ya mar lain
Sajni, main tere gun gaawan
Tu hai meri thandi chhaawan
Main ranjha, tu hai heer
Sajni, main tere gun gaawan
Tu hai meri thandi chhaawan
Main ranjha, tu hai heer
Pehra aankhon pe teri soorat ka
Rehta hai ab har pal
Kya suna tum ne (kya suna tum ne)
Main ne jo kaha (main ne jo kaha)
Lao haan, jaldi se aik wada to karlen
Idhdar dekho, kaho tum, jee lain ya mar lain
Sajni, main tere gun gaawan
Tu hai meri thandi chhaawan
Main ranjha, tu hai heer
Sajni, main tere gun gaawan
Tu hai meri thandi chhaawan
Main ranjha, tu hai heer
Sajni, main tere gun gaawan
Tu hai meri thandi chhaawan
Main ranjha, tu hai heer