Its a Updation
lafzo me keh na saku
bin keh bhi reh na saku
lafzo me keh na saku
bin keh bhi reh na saku
nasha hi nasha rat din hai
na pucho ye kaisa pyar hai
lafzo me keh na saku
bin keh bhi reh na saku
halki si barsat me pehli mulakat me
pehli hi bar me dil ko mere le gayi
chahat ke ikrar me anjana gham de gayi
aayi jab samne jane kyu woh darr gayi
pagal mujhko kar gayi janeman janeja
na jane kya bat hai lage
ki din mein rat hai
na jane kya bat hai lage
ki din mein rat hai
nayi hai subah to nayi
sham ajab hal mera yar hai
lafzo me keh na saku
bin keh bhi reh na saku
' 4get to Me